𝒀𝒂𝒂𝒅 π’‚π’‚π’•π’Š 𝒉𝒂 π’•π’†π’“π’Š π’šπ’‚π’‚π’“π’Šπ’šπ’‚π’πŸŒ—πŸ’™✨

Ek waqt tha jab hum sath mein khela karte the
Ek sath school Jaya karte the
Ek dusre k lunch box khaya karte the
Tujhe yaad hai wo baat jo humse sabhi kaha karte the ki tum dono toh ek dusre k bina rah he nhi skte
Kisi ki birthday party ho ya 12th ka farewell ho hum har jagha sath Jaya karte the
Fir college jane ka waqt aaya 
Hum dono ke raste alag ho gye padhne k liye aage badhne k liye hum dono alag ho gye 
Magar humari dosti aaj bhi wahi ha bs fark is baat ka ha ki tu kahi or main kahi ha
Ab wo mujhse sawal kiya karte ha
Ki kaha hai wo jo tere sath baitha tha 
Jiske Bina tu school nhi aata tha
Jo tere akh se kabhi aason nhi aane deta tha
Jo har baar tere liye sab se lad jata tha
Mujhe unke sawalon se fark nhi padta
Pr yaar Teri bahut yaad aati ha 
Wo din se le kar raat jo hum sath bitate the wo pal mujhe bahut yaad aate ha
Is adulthood k chakkar mein kahi hum apni dosti na kho de job k piche bhagte bhagte kahi ek pyara rishta na kho deπŸŒ—♥️❄️

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

𝑷𝒆𝒐𝒑𝒍𝒆 𝒂𝒏𝒅 π‘ͺπ’π’π’—π’Šπ’π’„π’†❄️πŸ’™

A LIFE WITHOUT THE INTERNET

π‘¬π’Œ π’ˆπ’‚π’π’‚π’•π’‡π’‚π’‰π’Žπ’ŠπŸŒ™πŸ’™